Suna hy aaj kal Woh preshan rehti hai
Usse kehna be-fikar Main bhi nahi hoon
Suna hay Woh gumsum rehti hai
Usse kehna hazir zehan Main bhi nahi hoon
Suna hay Woh raaton ko jaga karti hai
Usse kehna sota Main bhi nahi hoon
Suna hay Woh chup chup k roti hai
Usse kehna hansta Main bhi nahi hoon
Suna hai Woh mujhe yaad buhat karti hai
Usse kehna bhoola Main bhi nahi hoon
Suna hy Usne wafa ka daawa kia hai
Usse kehna bewafa Main b nahi hoon
Usse kehna be-fikar Main bhi nahi hoon
Suna hay Woh gumsum rehti hai
Usse kehna hazir zehan Main bhi nahi hoon
Suna hay Woh raaton ko jaga karti hai
Usse kehna sota Main bhi nahi hoon
Suna hay Woh chup chup k roti hai
Usse kehna hansta Main bhi nahi hoon
Suna hai Woh mujhe yaad buhat karti hai
Usse kehna bhoola Main bhi nahi hoon
Suna hy Usne wafa ka daawa kia hai
Usse kehna bewafa Main b nahi hoon